Duniya Ki Bheed Mein – दुनिया की भीड़ में

दुनिया की भीड़ में क्यों खो रहा,
मिलेगा कुछ भी न फल, जो बो रहा ।

तू आजा घर लौट आ… आ बेटे घर लौट आ….

मैं ढूंढूं उस भेड़ को जो खो गई,
गुनाहों की जेल में बंद हो गई ।
तू आजा घर लौट आ…..

गुनाहों में था अब तलक तू जो धसा,
मकड़ी के जाल में था जो फंसा,
तू आजा घर लौट आ…..

तू आँखें अब खोलकर सब जाँच ले,
तू सच और झूठ को अब माप ले ।
तू आजा घर लौट आ……

दुनिया की भीड़ में क्यों खो रहा …

Duniya Ki Bheed Mein Kyu Kho raha
Milega kuch bhi na phal jo boo Raha

Tu aaja Ghar Laut aa Aa bete Ghar Laut aa

Mein Dhundu us Bhed ko Jo kho Gayi
Gunaaho ki Jail mein Band ho gayi
Tu aaja Ghar Laut aa

Gunaaho mein tha ab talak
Tu jo dhasaa, Makdi ke Jaal mein tha jo Fsa
Tu aaja Ghar Laut aa

Tu Aankhe ab Kholkar sab janch le
Tu sach aur Jhooth ko ab maap le
Tu aaja Ghar Laut aa

Duniya Ki Bheed Mein Kyu Kho raha